Heat

Poetry Collection

عشق کے کاروبار کو اکثر
گرمی کاروبار لے ڈوبی
इश्क़ के कारोबार को अक्सर
गर्मी-ए-कारोबार ले डूबी
ishq ke karobar ko aksar
garmi-e-karobar le doobi
آتے ہی جو تم میرے گلے لگ گئے واللہ
اس وقت تو اس گرمی نے سب مات کی گرمی
आते ही जो तुम मेरे गले लग गए वल्लाह
उस वक़्त तो इस गर्मी ने सब मात की गर्मी
aate hi jo tum mere gale lag gaye wallah
us waqt to is garmi ne sab maat ki garmi
تر رکھیو سدا یا رب تو اس مژہ تر کو
ہم عطر لگاتے ہیں گرمی میں اسی خس کا
तर रखियो सदा या-रब तू इस मिझा-ए-तर को
हम इत्र लगाते हैं गर्मी में इसी ख़स का
tar rakhiyo sada ya-rab tu is mizha-e-tar ko
ham itr lagate hain garmi mein isi khas ka
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message