Lamp

Poetry Collection

وہ اک چراغ کدہ جس میں کچھ نہیں تھا مرا
جو جل رہی تھی وہ قندیل بھی پرائی تھی
वो इक चराग़-कदा जिस में कुछ नहीं था मिरा
जो जल रही थी वो क़िंदील भी पराई थी
Wo ik chiragh-kada jis mein kuch nahi tha mera
Jo jal rahi thi wo qindeel bhi parayi thi
تاریکیوں کو آگ لگے اور دیا جلے
یہ رات بین کرتی رہے اور دیا جلے
तारीकियों को आग लगे और दिया जले
ये रात बैन करती रहे और दिया जले
Tarikiyon ko aag lage aur diya jale
Ye raat bain karti rahe aur diya jale
کیا مجھ سے بھی عزیز ہے تم کو دیے کی لو
پھر تو مرا مزار بنے اور دیا جلے
क्या मुझ से भी अज़ीज़ है तुम को दिए की लौ
फिर तो मिरा मज़ार बने और दिया जले
Kya mujh se bhi azeez hai tum ko diye ki lau
Phir to mera mazar bane aur diya jale
تو نے کیا قندیل جلا دی شہزادی
سرخ ہوئی جاتی ہے وادی شہزادی
तू ने क्या क़िंदील जला दी शहज़ादी
सुर्ख़ हुई जाती है वादी शहज़ादी
Tu ne kya qindeel jala di shahzadi
Surkh hui jaati hai waadi shahzadi
ایک لڑکا شہر کی رونق میں سب کچھ بھول جائے
ایک بڑھیا روز چوکھٹ پر دیا روشن کرے
एक लड़का शहर की रौनक़ में सब कुछ भूल जाए
एक बुढ़िया रोज़ चौखट पर दिया रौशन करे
ek ladka shahr ki raunaq mein sab kuchh bhool jaye
ek budhiya roz chaukhat par diya raushan kare
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message