Purpose of life

Poetry Collection

درد دل کے واسطے پیدا کیا انسان کو
ورنہ طاعت کے لیے کچھ کم نہ تھے کروبیاں
दर्द-ए-दिल के वास्ते पैदा किया इंसान को
वर्ना ताअ'त के लिए कुछ कम न थे कर्र-ओ-बयाँ
dard-e-dil ke vaste paida kiya insan ko
varna taaat ke liye kuchh kam na the karr-o-bayan
کیا کہا عاشقی سے کیا حاصل
تو بتا زندگی سے کیا حاصل

خدمتِ خلق بھی ضروری ہے
ورنہ اس بندگی سے کیا حاصل

راستے ہی نہ جائیں منزل کو
پھر تری رہبری سے کیا حاصل

کتنی صدیوں سے سہ رہے ہیں غم
دو گھڑی کی خوشی سے کیا حاصل

صرف دل کا غبار ہے ساحل
ورنہ اس شاعری سے کیا حاصل
क्या कहा आशिक़ी से क्या हासिल
तू बता ज़िंदगी से क्या हासिल

ख़िदमत-ए-ख़ल्क़ भी ज़रूरी है
वर्ना इस बंदगी से क्या हासिल

रास्ते ही न जाएँ मंज़िल को
फिर तिरी रहबरी से क्या हासिल

कितनी सदियों से सह रहे हैं ग़म
दो घड़ी की ख़ुशी से क्या हासिल

सिर्फ़ दिल का ग़ुबार है 'साहिल'
वर्ना इस शाइरी से क्या हासिल
Kya kaha aashiqi se kya hasil
Tu bata zindagi se kya hasil

Khidmat-e-khalq bhi zaroori hai
Warna is bandagi se kya hasil

Raaste hi na jayein manzil ko
Phir teri rahbaari se kya hasil

Kitni sadiyon se sah rahe hain gham
Do ghadi ki khushi se kya hasil

Sirf dil ka ghubar hai sahil
Warna is shayari se kya hasil
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message