DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Rahmat
Poetry Collection
Ash'aar
Josh Malihabadi
mila jo mauqa to rok dunga jalal roz-e-hisab tera paDhunga rahmat ka vo qasida ki hans paDega azaab tera...
Abdul Hamid Adam
tauba ka takalluf kaun kare halaat ki niyyat theek nahin rahmat ka irada bigda hai barsaat ki niyyat theek nahin...
Abdul Hamid Adam
tadap kar main ne tauba tod daali tiri rahmat pe ilzam aa raha tha...
Explore more on Diwan E Sukhan