DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Romantic comedy

Poetry Collection

Ash'aar

Akbar Allahabadi
jo kaha main ne ki pyaar aata hai mujh ko tum par hans ke kahne laga aur aap ko aata kya hai...
Akbar Allahabadi
lipaT bhi ja na ruk akbar ghazab ki beauty hai nahin nahin pe na ja ye haya ki duty hai...
Akbar Allahabadi
tayyar the namaz pe ham sun ke zikr-e-hur jalva buton ka dekh ke niyat badal gai...
Akbar Allahabadi
kis naaz se kahte hain vo jhunjhla ke shab-e-vasl tum to hamein karvaT bhi badalne nahin dete...
Hasrat Mohani
mujh se tanhai mein gar miliye to diije galiyan aur bazm-e-ghair mein jaan-e-haya ho jaiye...
Bashir Badr
ajiib shakhs hai naraaz ho ke hansta hai main chahta hun khafa ho to vo khafa hi lage...
Explore more on Diwan E Sukhan