Shaikh

Poetry Collection

خیر دوزخ میں مے ملے نہ ملے
شیخ صاحب سے جاں تو چھوٹے گی
ख़ैर दोज़ख़ में मै मिले न मिले
शैख़-साहब से जाँ तो छूटेगी
khair dozakh mein mai mile na mile
shaikh-sahab se jaan to chhuTegi
شیخ صاحب سے رسم و راہ نہ کی
شکر ہے زندگی تباہ نہ کی
शैख़ साहब से रस्म-ओ-राह न की
शुक्र है ज़िंदगी तबाह न की
shaikh sahab se rasm-o-raah na ki
shukr hai zindagi tabah na ki
خلاف شرع کبھی شیخ تھوکتا بھی نہیں
مگر اندھیرے اجالے میں چوکتا بھی نہیں
ख़िलाफ़-ए-शरअ' कभी शैख़ थूकता भी नहीं
मगर अँधेरे उजाले में चूकता भी नहीं
khilaf-e-shara kabhi shaikh thukta bhi nahin
magar andhere ujale mein chukta bhi nahin
مرعوب ہو گئے ہیں ولایت سے شیخ جی
اب صرف منع کرتے ہیں دیسی شراب کو
मरऊब हो गए हैं विलायत से शैख़-जी
अब सिर्फ़ मना' करते हैं देसी शराब को
marub ho gae hain vilayat se shaikh-ji
ab sirf mana karte hain desi sharab ko
تم ناک چڑھاتے ہو مری بات پہ اے شیخ
کھینچوں گی کسی روز میں اب کان تمہارے
तुम नाक चढ़ाते हो मिरी बात पे ऐ शैख़
खींचूँगी किसी रोज़ मैं अब कान तुम्हारे
tum naak chaDhate ho miri baat pe ai shaikh
khinchungi kisi roz main ab kaan tumhaare
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message