Shauq

Poetry Collection

مانا کہ تری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ
माना कि तेरी दीद के क़ाबिल नहीं हूँ मैं
तू मेरा शौक़ देख मिरा इंतिज़ार देख
maana ki teri diid ke qabil nahin hun main
tu mera shauq dekh mira intizar dekh
نہ رکھا ہم نے بیش و کم کا خیال
شوق کو بے حساب ہی لکھا
न रक्खा हम ने बेश-ओ-कम का ख़याल
शौक़ को बे-हिसाब ही लिक्खा
na rakha ham ne besh-o-kam ka khayal
shauq ko be-hisab hi likkha
کامرانی ان کو ملتی ہے جہاں میں
جو جلائیں شوق کی شمعیں رواں میں
कामरानी उन को मिलती है जहाँ में
जो जलाएँ शौक़ की शम्अ'एँ रवाँ में
kaamrani un ko milti hai jahan mein
jo jalayein shauq ki shamein rawan mein
شوق ہو دل میں بلندی چھونے کا
ایسا اک ارمان ہونا چاہیے
शौक़ हो दिल में बुलंदी छूने का
ऐसा इक अरमान होना चाहिए
shauq ho dil mein bulandi chhoone ka
aisa ik armaan hona chahiye
کامرانی ان کو ملتی ہے جہاں میں
جو جلائیں شوق کی شمعیں رواں میں

دل خیالِ یار سے مہکے ہمیشہ
جیسے خوشبو گھل رہی ہو گُلْستاں میں

کیا خبر کس بات پر جھگڑا ہو جائے
نفرتیں بکھری ہوئی ہیں اب جہاں میں

رکھ عقابوں سا جگر اے نو جواں تو
پھر نظر آئے گی منزل آسماں میں

مٹ کے بھی باقی رہے شہرت ہماری
ہر صدا گونجے ہماری داستاں میں

ذکر مولٰی ہو ذبیحؔ تیری زباں پر
رحمتیں برسیں گی تیرے آشیاں میں
कामरानी उन को मिलती है जहाँ में
जो जलाएँ शौक़ की शम्अ'एँ रवाँ में

दिल ख़याल-ए-यार से महके हमेशा
जैसे ख़ुशबू घुल रही हो गुलिस्ताँ में

क्या ख़बर किस बात पर झगड़ा हो जाए
नफ़रतें बिखरी हुई हैं अब जहाँ में

रख उक़ाबों सा जिगर ऐ नौ-जवाँ तू
फिर नज़र आएगी मंज़िल आसमाँ में

मिट के भी बाक़ी रहे शोहरत हमारी
हर सदा गूँजे हमारी दास्ताँ में

ज़िक्र मौला हो ज़बीह तेरी ज़बाँ पर
रहमतें बरसेंगी तेरे आशियाँ में
kaamrani un ko milti hai jahan mein
jo jalayein shauq ki shamein rawan mein

dil khayal-e-yaar se mehke hamesha
jaise khushboo ghul rahi ho gulistan mein

kya khabar kis baat par jhagda ho jaye
nafratein bikhri hui hain ab jahan mein

rakh uqabon sa jigar ae nau-jawan tu
phir nazar aayegi manzil aasman mein

mit ke bhi baaqi rahe shohrat hamari
har sada goonje hamari dastan mein

zikr maula ho zabih teri zabaan par
rehmatein barseingi tere aashiyan mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message