Tree

Poetry Collection

یوں نہیں ہے کہ فقط میں ہی اسے چاہتا ہوں
جو بھی اس پیڑ کی چھاؤں میں گیا بیٹھ گیا
यूँ नहीं है कि फ़क़त मैं ही उसे चाहता हूँ
जो भी इस पेड़ की छाँव में गया बैठ गया
Yoon nahi hai ke faqat main hi usay chahta hoon
Jo bhi is ped ki chhaon mein gaya baith gaya
ایک پھل دار پیڑ ہوں لیکن
وقت آنے پہ بے ثمر بھی ہوں
एक फलदार पेड़ हूँ लेकिन
वक़्त आने पे बे-समर भी हूँ
Ek phaldar ped hoon lekin
Waqt aane pe be-samar bhi hoon
نہ جانے کتنے پرندوں نے اس میں شرکت کی
کل ایک پیڑ کی تقریب رونمائی تھی
न जाने कितने परिंदों ने इस में शिरकत की
कल एक पेड़ की तक़रीब-ए-रू-नुमाई थी
Na jaane kitne parindon ne is mein shirkat ki
Kal ek ped ki taqreeb-e-ru-numai thi
دل بھی کیسا درخت ہے حافیؔ
جو تری یاد سے ہرا ہو جائے
दिल भी कैसा दरख़्त है 'हाफ़ी'
जो तिरी याद से हरा हो जाए
Dil bhi kaisa darakht hai hafi
Jo teri yaad se hara ho jaye
میں اک شجر کی طرح رہگزر میں ٹھہرا ہوں
تھکن اتار کے تو کس طرف روانہ ہوا
मैं इक शजर की तरह रहगुज़र में ठहरा हूँ
थकन उतार के तू किस तरफ़ रवाना हुआ
Main ik shajar ki tarah rah-guzar mein thahra hoon
Thakan utaar ke tu kis taraf ravana hua
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message