Viral quotes urdu

Poetry Collection

شہر والوں کی محبت کا میں قائل ہوں مگر
میں نے جس ہاتھ کو چوما وہی خنجر نکلا
शहर-वालों की मोहब्बत का मैं क़ायल हूँ मगर
मैं ने जिस हाथ को चूमा वही ख़ंजर निकला
shahr-valon ki mohabbat ka main qael hun magar
main ne jis haath ko chuma vahi khanjar nikla
ہو دور اس طرح کہ ترا غم جدا نہ ہو
پاس آ تو یوں کہ جیسے کبھی تو ملا نہ ہو
हो दूर इस तरह कि तिरा ग़म जुदा न हो
पास आ तो यूँ कि जैसे कभी तू मिला न हो
ho duur is tarah ki tira gham juda na ho
paas aa to yun ki jaise kabhi tu mila na ho
سامنے عمر پڑی ہے شب تنہائی کی
وہ مجھے چھوڑ گیا شام سے پہلے پہلے
सामने उम्र पड़ी है शब-ए-तन्हाई की
वो मुझे छोड़ गया शाम से पहले पहले
samne umr paDi hai shab-e-tanhai ki
vo mujhe chhoD gaya shaam se pahle pahle
نہ گل کھلے ہیں نہ ان سے ملے نہ مے پی ہے
عجیب رنگ میں اب کے بہار گزری ہے
न गुल खिले हैं न उन से मिले न मै पी है
अजीब रंग में अब के बहार गुज़री है
na gul khile hain na un se mile na mai pi hai
ajib rang mein ab ke bahaar guzri hai
فیضؔ تھی راہ سر بسر منزل
ہم جہاں پہنچے کامیاب آئے
'फ़ैज़' थी राह सर-ब-सर मंज़िल
हम जहाँ पहुँचे कामयाब आए
faiz thi raah sar-ba-sar manzil
ham jahan pahunche kamyab aae
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message