DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Aab deedah

Poetry Collection

Ash'aar

Farhat Ehsas
main rona chahta hun khuub rona chahta hun main phir us ke baad gahri niind sona chahta hun main...
Ahmad Mushtaq
jhilmilate rahe wo khwab jo poore na hue dard bedaar tapakta raha aansoo aansoo...
Nazeer Akbarabadi
toofan utha raha hai mire dil mein sail-e-ashk wo din khuda na laaye jo main aab-deeda hoon...
Ismail Merathi
vaan sajda-e-niyaz ki mitti kharab hai jab tak ki aab-e-deeda se taaza wazu na ho...
Explore more on Diwan E Sukhan