Adam

Poetry Collection

باوجودے کہ پر و بال نہ تھے آدم کے
وہاں پہنچا کہ فرشتے کا بھی مقدور نہ تھا
बावजूदे कि पर-ओ-बाल न थे आदम के
वहाँ पहुँचा कि फ़रिश्ते का भी मक़्दूर न था
bavajude ki par-o-baal na the aadam ke
vahan pahuncha ki farishte ka bhi maqdur na tha
مرے خدا نے کیا تھا مجھے اسیر بہشت
مرے گناہ نے رہائی مجھے دلائی ہے
मिरे ख़ुदा ने किया था मुझे असीर-ए-बहिश्त
मिरे गुनाह ने रिहाई मुझे दिलाई है
mire khuda ne kiya tha mujhe aseer-e-bahisht
mire gunah ne rihai mujhe dilayi hai
اے عدم کے مسافرو ہوشیار
راہ میں زندگی کھڑی ہوگی
ऐ अदम के मुसाफ़िरो होशियार
राह में ज़िंदगी खड़ी होगी
ai adam ke musafiro hoshiyar
raah mein zindagi khadi hogi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message