DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Ashes

Poetry Collection

Ash'aar

Mirza Ghalib
jala hai jism kahan dil bhi jal gaya hoga kuredte ho jo ab raakh justuju kya hai...
Mirza Ghalib
karne gae the us se taghaful ka ham gila ki ek hi nigah ki bas khaak ho gae...
Saqi Faruqi
bujhe labon pe hai boson ki raakh bikhri hui main is bahaar mein ye raakh bhi uda doonga...
Aziz Bano Darab Wafa
kuredta hai bahut raakh mere maazi ki main chook jaun to wo ungliyan jala lega...
Aziz Bano Darab Wafa
jaane kitne raaz khulein jis din chehron ki raakh dhule lekin sadhu-santon ko dukh de kar paap kamaye kaun...
Explore more on Diwan E Sukhan