DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Barbad

Poetry Collection

Ash'aar

Jaun Elia
ho raha hun main kis tarah barbad dekhne vaale haath malte hain...
Jaun Elia
khuub hai shauq ka ye pahlu bhi main bhi barbad ho gaya tu bhi...
Josh Malihabadi
mujh ko to hosh nahin tum ko khabar ho shayad log kahte hain ki tum ne mujhe barbad kiya...
Josh Malihabadi
is ka rona nahin kyun tum ne kiya dil barbad is ka gham hai ki bahut der mein barbad kiya...
Jigar Moradabadi
meri barbadiyan durust magar tu bata kya tujhe savab hua...
Khumar Barabankavi
tujh ko barbad to hona tha bahar-haal 'khumar' naaz kar naaz ki us ne tujhe barbad kiya...
Explore more on Diwan E Sukhan