Bed

Poetry Collection

کوئی بھولی ہوئی شے طاق ہر منظر پہ رکھی تھی
ستارے چھت پہ رکھے تھے شکن بستر پہ رکھی تھی
कोई भूली हुई शै ताक़-ए-हर-मंज़र पे रक्खी थी
सितारे छत पे रक्खे थे शिकन बिस्तर पे रक्खी थी
koi bhooli hui shai taaq-e-har-manzar pe rakkhi thi
sitare chhat pe rakkhe the shikan bistar pe rakkhi thi
جاتی ہے دھوپ اجلے پروں کو سمیٹ کے
زخموں کو اب گنوں گا میں بستر پہ لیٹ کے
जाती है धूप उजले परों को समेट के
ज़ख़्मों को अब गिनूँगा मैं बिस्तर पे लेट के
jaati hai dhoop ujle paron ko samet ke
zakhmon ko ab ginoonga main bistar pe let ke
غرض نہ سر کی خبر تھی نہ پا کا ہوش نظیر
سرہانا پائینتی اور پائینتی سرہانا تھا
ग़रज़ न सर की ख़बर थी न पा का होश 'नज़ीर'
सिरहाना पाइंती और पाइंती सिरहाना था
gharaz na sar ki khabar thi na pa ka hosh 'nazeer'
sirhana painti aur painti sirhana tha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message