DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Change

Poetry Collection

Ash'aar

Allama Iqbal
aankh jo kuchh dekhti hai lab pe aa sakta nahin mahv-e-hairat hun ki duniya kya se kya ho jaegi...
Dushyant Kumar
sirf hangama khaDa karna mira maqsad nahin meri koshish hai ki ye surat badalni chahiye...
Dushyant Kumar
ho gai hai piir parvat si pighalni chahiye is himale se koi ganga nikalni chahiye...
Mohsin Sahil
Waqt ne sab kuch badal diya Mohsin Ab na woh dost rahe na woh mehfilein rahin...
Nadim Nadeem
Main jis dariya mein kanta dalta tha Suna hai ab wahan machhli nahin hai...
Nadim Nadeem
Badalte mausamon ka haath thame chalne walo Sukun pahunchayegi tum ko shajar-kari hamari...
Ahmad Mushtaq
wahi gulshan hai lekin waqt ki parvaz to dekho koi taair nahin pichhle baras ke aashiyanon mein...
Ahmad Nadeem Qasmi
apne tevar to sanbhalo ki koi ye na kahe dil badalte hain to chehre bhi badal jaate hain...
Khumar Barabankavi
charaghon ke badle makan jal rahe hain naya hai zamana nai raushni hai...
Khumar Barabankavi
ham pe guzra hai wo bhi waqt 'khumar' jab shanasa bhi ajnabi se mile...
Saleem Kausar
ab jo lahar hai pal bhar baad nahin hogi yaani ik dariya mein doosri baar utra nahin ja sakta...
Shakeb Jalali
waqt ne ye kaha hai ruk ruk kar aaj ke dost kal ke begane...
Yagana Changezi
jhaankne taakne ka waqt gaya ab wo ham hain na wo zamana hai...
Yagana Changezi
aa rahi hai ye sada kaan mein veeranon se kal ki hai baat ki aabad the deewanon se...
Yagana Changezi
rang badla phir hawa ka mai-kashon ke din phire phir chali baad-e-saba phir mai-kade ka dar khula...
Yagana Changezi
yaksan kabhi kisi ki na guzri zamane mein yadash-ba-khair baithe the kal aashiyane mein...
Explore more on Diwan E Sukhan