Condition

Poetry Collection

جب کسی نے حال پوچھا رو دیا
چشم تر تو نے تو مجھ کو کھو دیا
जब किसी ने हाल पूछा रो दिया
चश्म-ए-तर तू ने तो मुझ को खो दिया
jab kisi ne haal poochha ro diya
chashm-e-tar tu ne to mujh ko kho diya
تیرے بیمار محبت کی یہ حالت پہنچی
کہ ہٹایا گیا تکیہ بھی سرہانے والا
तेरे बीमार-ए-मोहब्बत की ये हालत पहुँची
कि हटाया गया तकिया भी सिरहाने वाला
tere bimar-e-mohabbat ki ye haalat pahunchi
ki hataya gaya takiya bhi sirhane wala
کون تھا وہ جس نے یہ حال کیا ہے میرا
کس کو اتنی آسانی سے حاصل تھا میں
कौन था वो जिस ने ये हाल किया है मेरा
किस को इतनी आसानी से हासिल था मैं
kaun tha wo jis ne ye haal kiya hai mera
kis ko itni aasani se haasil tha main
ہم حال تو کہہ سکتے ہیں اپنا پہ کہیں کیا
جب وہ ادھر آتے ہیں تو تنہا نہیں آتے
हम हाल तो कह सकते हैं अपना प कहें क्या
जब वो इधर आते हैं तो तन्हा नहीं आते
ham haal to kah sakte hain apna pa kahein kya
jab wo idhar aate hain to tanha nahin aate
کل نظیر اس نے جو پوچھا بہ زبان پنجاب
نیہہ وچ مینڈے آ کی حال تساڈا وے میاں
कल 'नज़ीर' उस ने जो पूछा ब-ज़बान-ए-पंजाब
नेह विच मेंडी अ की हाल-ए-तुसाडा वे मियाँ
kal 'nazeer' us ne jo poochha ba-zaban-e-punjab
neh vich meandi a ki haal-e-tusada ve miyan
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message