Dastan

Poetry Collection

نہ اس کا انت ہے کوئی نہ استعارہ ہے
یہ داستان ہے ہجر و وصال سے باہر
न उस का अंत है कोई न इस्तियारा है
ये दास्तान है हिज्र-ओ-विसाल से बाहर
na us ka ant hai koi na istiara hai
ye dastan hai hijr-o-visal se baahar
اپنی تو داستاں ہے بس اتنی
غم اٹھائے ہیں شاعری کی ہے
अपनी तो दास्ताँ है बस इतनी
ग़म उठाए हैं शाइरी की है
apni to dastan hai bas itni
gham uThae hain shairi ki hai
مری زباں سے مری داستاں سنو تو سہی
یقیں کرو نہ کرو مہرباں سنو تو سہی
मिरी ज़बाँ से मिरी दास्ताँ सुनो तो सही
यक़ीं करो न करो मेहरबाँ सुनो तो सही
Miri zabaan se miri dastaan suno to sahi
Yaqeen karo na karo mehrbaan suno to sahi
مٹ کے بھی باقی رہے شہرت ہماری
ہر صدا گونجے ہماری داستاں میں
मिट के भी बाक़ी रहे शोहरत हमारी
हर सदा गूँजे हमारी दास्ताँ में
mit ke bhi baaqi rahe shohrat hamari
har sada goonje hamari dastan mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message