Deep philosophy urdu

Poetry Collection

حاصل کن ہے یہ جہان خراب
یہی ممکن تھا اتنی عجلت میں
हासिल-ए-कुन है ये जहान-ए-ख़राब
यही मुमकिन था इतनी उजलत में
hasil-e-kun hai ye jahan-e-kharab
yahi mumkin tha itni ujlat mein
فلاں سے تھی غزل بہتر فلاں کی
فلاں کے زخم اچھے تھے فلاں سے
फ़ुलाँ से थी ग़ज़ल बेहतर फ़ुलाँ की
फ़ुलाँ के ज़ख़्म अच्छे थे फ़ुलाँ से
fulan se thi ghazal behtar fulan ki
fulan ke zakhm achchhe the fulan se
ہر ایک دور کا مذہب نیا خدا لایا
کریں تو ہم بھی مگر کس خدا کی بات کریں
हर एक दौर का मज़हब नया ख़ुदा लाया
करें तो हम भी मगर किस ख़ुदा की बात करें
har ek daur ka mazhab naya khuda laaya
karen to ham bhi magar kis khuda ki baat karen
موت کا بھی علاج ہو شاید
زندگی کا کوئی علاج نہیں
मौत का भी इलाज हो शायद
ज़िंदगी का कोई इलाज नहीं
maut ka bhi ilaaj ho shayad
zindagi ka koi ilaaj nahin
بحثیں چھڑی ہوئی ہیں حیات و ممات کی
سو بات بن گئی ہے فراقؔ ایک بات کی
बहसें छिड़ी हुई हैं हयात ओ ममात की
सौ बात बन गई है 'फ़िराक़' एक बात की
bahsen chhiDi hui hain hayat o mamat ki
sau baat ban gai hai firaq ek baat ki
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message