Ehsaas

Poetry Collection

خدا ایسے احساس کا نام ہے
رہے سامنے اور دکھائی نہ دے
ख़ुदा ऐसे एहसास का नाम है
रहे सामने और दिखाई न दे
khuda aise ehsas ka naam hai
rahe samne aur dikhai na de
نظر ملی بھی نہ تھی اور ان کو دیکھ لیا
زباں کھلی بھی نہ تھی اور بات بھی کر لی
नज़र मिली भी न थी और उन को देख लिया
ज़बाँ खुली भी न थी और बात भी कर ली
nazar mili bhi na thi aur un ko dekh liya
zaban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li
علم بردار تنہائی تھا اپنا فرحت احساس
ہجوم شہر کے ہاتھوں جو مارا جا رہا ہے
अलम-बरदार तन्हाई था अपना 'फ़रहत-एहसास'
हुजूम-ए-शहर के हाथों जो मारा जा रहा है
alam-bardar tanhai tha apna 'farhat-ehsas'
hujum-e-shahr ke hathon jo maara ja raha hai
احساس نے بتوں میں خدا کو کیا شریک
اس شرک کے بغیر تو ایمان ہی نہیں
'एहसास' ने बुतों में ख़ुदा को किया शरीक
इस शिर्क के बग़ैर तो ईमान ही नहीं
'ehsas' ne buton mein khuda ko kiya sharik
is shirk ke baghair to iman hi nahin
تکلیف مٹ گئی مگر احساس رہ گیا
خوش ہوں کہ کچھ نہ کچھ تو مرے پاس رہ گیا
तकलीफ़ मिट गई मगर एहसास रह गया
ख़ुश हूँ कि कुछ न कुछ तो मिरे पास रह गया
takleef mit gayi magar ehsaas rah gaya
khush hoon ki kuchh na kuchh to mire paas rah gaya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message