Environment

Poetry Collection

جنگلوں کو کاٹ کر کیسا غضب ہم نے کیا
شہر جیسا ایک آدم خور پیدا کر لیا
जंगलों को काट कर कैसा ग़ज़ब हम ने किया
शहर जैसा एक आदम-ख़ोर पैदा कर लिया
jangalon ko kaaT kar kaisa ghazab ham ne kiya
shahr jaisa ek aadam-khor paida kar liya
آگ جنگل میں لگی ہے دور دریاؤں کے پار
اور کوئی شہر میں پھرتا ہے گھبرایا ہوا
आग जंगल में लगी है दूर दरियाओं के पार
और कोई शहर में फिरता है घबराया हुआ
aag jangal mein lagi hai duur dariyaon ke paar
aur koi shahr mein phirta hai ghabraya hua
موت نے ساری رات ہماری نبض ٹٹولی
ایسا مرنے کا ماحول بنایا ہم نے
मौत ने सारी रात हमारी नब्ज़ टटोली
ऐसा मरने का माहौल बनाया हम ने
maut ne saari raat hamari nabz tatoli
aisa marne ka mahaul banaya ham ne
ایک مدت ہوئی گھر سے نکلے ہوئے
اپنے ماحول میں خود کو دیکھے ہوئے
एक मुद्दत हुई घर से निकले हुए
अपने माहौल में ख़ुद को देखे हुए
ek muddat hui ghar se nikle hue
apne mahaul mein khud ko dekhe hue
ہے اشک و آہ راس ہمارے مزاج کو
یعنی پلے ہوئے اسی آب و ہوا کے ہیں
है अश्क-ओ-आह रास हमारे मिज़ाज को
या'नी पले हुए इसी आब-ओ-हवा के हैं
hai ashk-o-aah raas hamare mizaj ko
yaani pale hue isi aab-o-hawa ke hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message