Escape

Poetry Collection

زہر پی کر بھی یہاں کس کو ملی غم سے نجات
ختم ہوتا ہے کہیں سلسلۂ رقص حیات
ज़हर पी कर भी यहाँ किस को मिली ग़म से नजात
ख़त्म होता है कहीं सिलसिला-ए-रक़्स-ए-हयात
zahr pee kar bhi yahan kis ko mili gham se najat
khatm hota hai kahin silsila-e-raqs-e-hayat
بھاگتا ہوں میں زندگی سے خمار
اور یہ ناگن ڈسے ہی جاتی ہے
भागता हूँ मैं ज़िंदगी से 'ख़ुमार'
और ये नागिन डसे ही जाती है
bhagta hoon main zindagi se 'khumar'
aur ye nagin dase hi jaati hai
رات ملی تنہائی ملی اور جام ملا
گھر سے نکلے تو کیا کیا آرام ملا
रात मिली तन्हाई मिली और जाम मिला
घर से निकले तो क्या क्या आराम मिला
raat mili tanhai mili aur jaam mila
ghar se nikle to kya kya aaram mila
کبھی تو ایسا بھی ہو راہ بھول جاؤں میں
نکل کے گھر سے نہ پھر اپنے گھر میں آؤں میں
कभी तो ऐसा भी हो राह भूल जाऊँ मैं
निकल के घर से न फिर अपने घर में आऊँ मैं
kabhi to aisa bhi ho raah bhool jaun main
nikal ke ghar se na phir apne ghar mein aaun main
روز کہتا ہے ہوا کا جھونکا
آ تجھے دور اڑا لے جاؤں
रोज़ कहता है हवा का झोंका
आ तुझे दूर उड़ा ले जाऊँ
roz kahta hai hawa ka jhonka
aa tujhe door uda le jaun
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message