DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Friend

Poetry Collection

Ash'aar

Ibn-e-Insha
kab lauTa hai bahta paani bichhDa sajan ruuTha dost ham ne us ko apna jaana jab tak haath mein daman tha...
Mohammad Alvi
tareef sun ke dost se 'alvi' tu khush na ho us ko tiri buraiyan karte hue bhi dekh...
Nazeer Akbarabadi
abhi kahein to kisi ko na etibar aave ki ham ko raah mein ik aashna ne loot liya...
Nazeer Akbarabadi
yaar ke aage padha ye rekhta ja kar 'nazeer' sun ke bola vah-vah achchha kaha achchha kaha...
Explore more on Diwan E Sukhan