Healer

Poetry Collection

وہ دل نواز ہے لیکن نظر شناس نہیں
مرا علاج مرے چارہ گر کے پاس نہیں
वो दिल-नवाज़ है लेकिन नज़र-शनास नहीं
मिरा इलाज मिरे चारा-गर के पास नहीं
vo dil-navaz hai lekin nazar-shanas nahin
mera ilaaj mire chaara-gar ke paas nahin
کبھی جو زحمت کار رفو نہیں کرتا
ہمارے زخم اسی چارہ گر کے نام تمام
कभी जो ज़हमत-ए-कार-ए-रफ़ू नहीं करता
हमारे ज़ख़्म उसी चारागर के नाम तमाम
kabhi jo zahmat-e-kar-e-rafu nahin karta
hamare zakhm usi charagar ke naam tamam
اے مرے چارہ گر ترے بس میں نہیں معاملہ
صورت حال کے لیے واقف حال چاہیے
ऐ मिरे चारागर तिरे बस में नहीं मोआ'मला
सूरत-ए-हाल के लिए वाक़िफ़-ए-हाल चाहिए
ai mire charagar tire bas mein nahin moamla
soorat-e-haal ke liye waqif-e-haal chahiye
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message