Homeland

Poetry Collection

فراق خلد سے گندم ہے سینہ چاک اب تک
الہی ہو نہ وطن سے کوئی غریب جدا
फ़िराक़-ए-ख़ुल्द से गंदुम है सीना-चाक अब तक
इलाही हो न वतन से कोई ग़रीब जुदा
firaq-e-khuld se gandum hai sina-chaak ab tak
ilahi ho na vatan se koi gharib juda
نئے چراغ جلا یاد کے خرابے میں
وطن میں رات سہی روشنی منایا کر
नए चराग़ जला याद के ख़राबे में
वतन में रात सही रौशनी मनाया कर
naye charagh jala yaad ke kharabe mein
watan mein raat sahi raushni manaya kar
وطن سے کیا کہ ہوائے وطن سے ہیں بیزار
لپٹ رہے جو بگولوں سے دشت غربت کے
वतन से क्या कि हवा-ए-वतन से हैं बेज़ार
लिपट रहे जो बगूलों से दश्त-ए-ग़ुर्बत के
watan se kya ki hawa-e-watan se hain bezar
lipat rahe jo bagoolon se dasht-e-ghurbat ke
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message