DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Idols
Poetry Collection
Ash'aar
Mirza Ghalib
dekhiye paate hain ushshaq buton se kya faiz ik barahman ne kaha hai ki ye saal achchha hai...
Faiz Ahmad Faiz
ham aise sada-dilon ki niyaz-mandi se buton ne ki hain jahan mein khudaiyan kya kya...
Akbar Allahabadi
tayyar the namaz pe ham sun ke zikr-e-hur jalva buton ka dekh ke niyat badal gai...
Akbar Allahabadi
ab to hai ishq-e-butan mein zindagani ka maza jab khuda ka samna hoga to dekha jaega...
Akbar Allahabadi
sab ho chuke hain us but-e-kafir-ada ke saath rah jaenge rasul hi bas ab khuda ke saath...
Mohammad Rafi Sauda
kiya azal se hai saanea ne but-parast mujhe kabhu buton se phirun main ye to khuda na kare...
Yagana Changezi
buton ko dekh ke sab ne khuda ko pahchana khuda ke ghar to koi banda-e-khuda na gaya...
Explore more on Diwan E Sukhan