DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Khafa

Poetry Collection

Ash'aar

Ahmad Faraz
kis kis ko bataenge judai ka sabab ham tu mujh se khafa hai to zamane ke liye aa...
Jigar Moradabadi
ya vo the khafa ham se ya ham hain khafa un se kal un ka zamana tha aaj apna zamana hai...
Hasrat Mohani
milte hain is ada se ki goya khafa nahin kya aap ki nigah se ham aashna nahin...
Hasrat Mohani
toD kar ahd-e-karam na-ashna ho jaiye banda-parvar jaiye achchha khafa ho jaiye...
Hasrat Mohani
chheDa hai dast-e-shauq ne mujh se khafa hain vo goya ki apne dil pe mujhe ikhtiyar hai...
Bashir Badr
ajiib shakhs hai naraaz ho ke hansta hai main chahta hun khafa ho to vo khafa hi lage...
Qateel Shifai
yun lage dost tira mujh se khafa ho jaana jis tarah phuul se khushbu ka juda ho jaana...
Shakeel Badayuni
tujh se barham hun kabhi khud se khafa kuchh ajab raftar hai tere baghair...
Jan Nisar Akhtar
log kahte hain ki tu ab bhi khafa hai mujh se teri aankhon ne to kuchh aur kaha hai mujh se...
Explore more on Diwan E Sukhan