Kindness

Poetry Collection

یہ ہے کہ جھکاتا ہے مخالف کی بھی گردن
سن لو کہ کوئی شے نہیں احسان سے بہتر
ये है कि झुकाता है मुख़ालिफ़ की भी गर्दन
सुन लो कि कोई शय नहीं एहसान से बेहतर
ye hai ki jhukata hai mukhalif ki bhi gardan
sun lo ki koi shai nahin ehsan se behtar
ازل سے تھا وہ ہمارے وجود کا حصہ
وہ ایک شخص کہ جو ہم پہ مہربان ہوا
अज़ल से था वो हमारे वजूद का हिस्सा
वो एक शख़्स कि जो हम पे मेहरबान हुआ
azal se tha wo hamare wajood ka hissa
wo ek shakhs ki jo ham pe mehrban hua
نگاہ مہرباں اٹھتی تو ہے سب کی طرف لیکن
نہیں واقف ابھی سب لوگ رمز آشنائی سے
निगाह-ए-मेहरबाँ उठती तो है सब की तरफ़ लेकिन
नहीं वाक़िफ़ अभी सब लोग रम्ज़-ए-आश्नाई से
nigah-e-mehrban uthti to hai sab ki taraf lekin
nahin waqif abhi sab log ramz-e-ashnai se
ہائے اس دست کرم ہی سے ملے جور و جفا
مجھ کو آغاز محبت ہی میں مر جانا تھا
हाए उस दस्त-ए-करम ही से मिले जौर-ओ-जफ़ा
मुझ को आग़ाज़-ए-मोहब्बत ही में मर जाना था
haaye us dast-e-karam hi se mile jaur-o-jafa
mujh ko aaghaz-e-mohabbat hi mein mar jaana tha
ہم سے جو آگے گئے کتنے مہربان تھے
دور تلک راہ میں ایک بھی پتھر نہ تھا
हम से जो आगे गए कितने मेहरबान थे
दूर तलक राह में एक भी पत्थर न था
ham se jo aage gaye kitne mehrban the
door talak raah mein ek bhi patthar na tha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message