Lost paradise

Poetry Collection

وہ چیز کہتے ہیں فردوس گم شدہ جس کو
کبھی کبھی تری آنکھوں میں پائی جاتی ہے
वो चीज़ कहते हैं फ़िरदौस-ए-गुम-शुदा जिस को
कभी कभी तिरी आँखों में पाई जाती है
vo chiiz kahte hain firdaus-e-gum-shuda jis ko
kabhi kabhi tiri aankhon mein paai jaati hai
زندگی فردوس گم گشتہ کو پا سکتی نہیں
موت ہی آتی ہے یہ منزل دکھانے کے لیے
ज़िंदगी फ़िरदौस-ए-गुम-गश्ता को पा सकती नहीं
मौत ही आती है ये मंज़िल दिखाने के लिए
zindagi firdaus-e-gum-gashta ko paa sakti nahin
maut hi aati hai ye manzil dikhane ke liye
منزلیں چھین لیں انجان سا رستہ دے کر
ہم کو جنت سے نکالا گیا دنیا دے کر
मंज़िलें छीन लीं अनजान सा रस्ता दे कर
हम को जन्नत से निकाला गया दुनिया दे कर
manzilein chheen lein anjaan sa rasta de kar
hum ko jannat se nikala gaya duniya de kar
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message