Mortality

Poetry Collection

یہ روح رقص چراغاں ہے اپنے حلقے میں
یہ جسم سایہ ہے اور سایہ ڈھل رہا ہے میاں
ये रूह रक़्स-ए-चराग़ाँ है अपने हल्क़े में
ये जिस्म साया है और साया ढल रहा है मियाँ
Ye ruuh raqs-e-charaghan hai apne halqe mein
Ye jism saaya hai aur saaya dhal raha hai miyan
بس اس قدر ہے خلاصہ مری کہانی کا
کہ بن کے ٹوٹ گیا اک حباب پانی کا
बस इस क़दर है ख़ुलासा मिरी कहानी का
कि बन के टूट गया इक हबाब पानी का
bas is qadar hai khulasa miri kahani ka
ki ban ke toot gaya ik habab paani ka
دیکھ لے اس چمن دہر کو دل بھر کے نظیر
پھر ترا کاہے کو اس باغ میں آنا ہوگا
देख ले इस चमन-ए-दहर को दिल भर के 'नज़ीर'
फिर तिरा काहे को इस बाग़ में आना होगा
dekh le is chaman-e-dahr ko dil bhar ke 'nazeer'
phir tira kaahe ko is baagh mein aana hoga
ہم وہ درخت ہیں کہ جسے دم بدم اجل
آرہ ادھر دکھاتی ہے اودھر تبر قضا
हम वो दरख़्त हैं कि जिसे दम-ब-दम अजल
आर्रा इधर दिखाती है ऊधर तबर क़ज़ा
ham wo darakht hain ki jise dam-ba-dam ajal
arra idhar dikhati hai oodhar tabar qaza
کیوں ذبیحؔ اتنا دل لگاتے ہو
اس جہاں سے سبھی کو جانا ہے
क्यों ज़बीह इतना दिल लगाते हो
इस जहाँ से सभी को जाना है
kyun zabih itna dil lagate ho
is jahan se sabhi ko jaana hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message