Picture

Poetry Collection

جو چپ چاپ رہتی تھی دیوار پر
وہ تصویر باتیں بنانے لگی
जो चुप-चाप रहती थी दीवार पर
वो तस्वीर बातें बनाने लगी
jo chup-chap rahti thi deewar par
wo tasweer baatein banane lagi
تصویر میں جو قید تھا وہ شخص رات کو
خود ہی فریم توڑ کے پہلو میں آ گیا
तस्वीर में जो क़ैद था वो शख़्स रात को
ख़ुद ही फ़्रेम तोड़ के पहलू में आ गया
tasweer mein jo qaid tha wo shakhs raat ko
khud hi frame tod ke pahlu mein aa gaya
کوئی تصویر مکمل نہیں ہونے پاتی
دھوپ دیتے ہیں تو سایا نہیں رہنے دیتے
कोई तस्वीर मुकम्मल नहीं होने पाती
धूप देते हैं तो साया नहीं रहने देते
koi tasweer mukammal nahin hone paati
dhoop dete hain to saaya nahin rahne dete
کچھ تو اس دل کو سزا دی جائے
اس کی تصویر ہٹا دی جائے
कुछ तो इस दिल को सज़ा दी जाए
उस की तस्वीर हटा दी जाए
kuchh to is dil ko saza di jaye
us ki tasweer hata di jaye
پر تول کے بیٹھی ہے مگر اڑتی نہیں ہے
تصویر سے چڑیا کو اڑا دینا چاہیے
पर तोल के बैठी है मगर उड़ती नहीं है
तस्वीर से चिड़िया को उड़ा देना चाहिए
par tol ke baithi hai magar udti nahin hai
tasweer se chidiya ko uda dena chahiye
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message