Pure intentions

Poetry Collection

صاف و شفاف تھی پانی کی طرح نیت دل
دیکھنے والوں نے دیکھا اسے گدلا کر کے
साफ़-ओ-शफ़्फ़ाफ़ थी पानी की तरह निय्यत-ए-दिल
देखने वालों ने देखा इसे गदला कर के
saaf-o-shaffaf thi paani ki tarah niyyat-e-dil
dekhne valon ne dekha ise gadla kar ke
فریب دے کے ترا جسم جیت لوں لیکن
میں پیڑ کاٹ کے کشتی نہیں بناؤں گا
फ़रेब दे के तेरा जिस्म जीत लूँ लेकिन
मैं पेड़ काट के कश्ती नहीं बनाऊँगा
Fareb de ke tera jism jeet loon lekin
Main ped kaat ke kashti nahin banaunga
عاقب تیرے خلوص کا ہے معجزہ کہ لوگ
کرتے ہیں یاد تجھ کو دعاؤں میں ان دنوں
'आक़िब' तेरे ख़ुलूस का है मोजिज़ा कि लोग
करते हैं याद तुझ को दुआओं में इन दिनों
'Aqib' tere KHulus ka hai moajiza ki log
Karte hain yaad tujh ko duaon mein in dinon
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message