Shab

Poetry Collection

شب کی تنہائی میں اب تو اکثر
گفتگو تجھ سے رہا کرتی ہے
शब की तन्हाई में अब तो अक़सर
गुफ़्तुगू तुझ से रहा करती है
shab ki tanhai mein ab to akasr
guftugu tujh se raha karti hai
شب وہی لیکن ستارہ اور ہے
اب سفر کا استعارہ اور ہے
शब वही लेकिन सितारा और है
अब सफ़र का इस्तिआरा और है
shab vahi lekin sitara aur hai
ab safar ka istiara aur hai
اب اتنی ساری شبوں کا حساب کون رکھے
بڑے ثواب کمائے گئے جوانی میں
अब इतनी सारी शबों का हिसाब कौन रक्खे
बड़े सवाब कमाए गए जوانی में
ab itni saari shabon ka hisab kaun rakkhe
baDe savab kamae gae javani mein
دشتِ تنہائی میں اے جانِ جہاں لرزاں ہیں
تری آواز کے سائے ترے ہونٹوں کے سراب
دشتِ تنہائی میں دوری کے خس و خاک تلے
کھل رہے ہیں ترے پہلو کے سمن اور گلاب

اٹھ رہی ہے کہیں قربت سے تری سانس کی آنچ
اپنی خوشبو میں سلگتی ہوئی مدہم مدہم
دور افق پار چمکتی ہوئی قطرہ قطرہ
گر رہی ہے تری دلدار نظر کی شبنم

اس قدر پیار سے اے جانِ جہاں رکھا ہے
دل کے رخسار پہ اس وقت تری یاد نے ہاتھ
یوں گماں ہوتا ہے گرچہ ہے ابھی صبحِ فراق
ڈھل گیا ہجر کا دن آ بھی گئی وصل کی رات
दश्त-ए-तन्हाई में ऐ जान-ए-जहाँ लर्ज़ां हैं
तिरी आवाज़ के साए तिरे होंटों के सराब
दश्त-ए-तन्हाई में दूरी के ख़स-ओ-ख़ाक तले
खिल रहे हैं तिरे पहलू के समन और गुलाब

उठ रही है कहीं क़ुर्बत से तिरी साँस की आंच
अपनी ख़ुशबू में सुलगती हुई मद्धम मद्धम
दूर उफ़ुक़ पार चमकती हुई क़तरा क़तरा
गिर रही है तिरी दिलदार नज़र की शबनम

इस क़दर प्यार से ऐ जान-ए-जहाँ रक्खा है
दिल के रुख़्सार पे इस वक़्त तिरी याद ने हाथ
यूँ गुमाँ होता है गरचे है अभी सुब्ह-ए-फ़िराक़
ढल गया हिज्र का दिन आ भी गई वस्ल की रात
Dasht-e-tanhai mein aye jaan-e-jahan larzan hain
Teri aawaaz ke saye tere honton ke sarab
Dasht-e-tanhai mein doori ke khas-o-khaak tale
Khil rahe hain tere pehloo ke saman aur gulab

Uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch
Apni khushboo mein sulagti hui madham madham
Door ufuq paar chamakti hui qatra qatra
Gir rahi hai teri dildar nazar ki shabnam

Is qadar pyaar se aye jaan-e-jahan rakha hai
Dil ke rukhsaar pe is waqt teri yaad ne hath
Yun gumaan hota hai garche hai abhi subh-e-firaq
Dhal gaya hijr ka din aa bhi gayi wasl ki raat
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message