DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Silent pain

Poetry Collection

Ash'aar

Jigar Moradabadi
mohabbat mein ik aisa vaqt bhi dil par guzarta hai ki aansu khushk ho jaate hain tughyani nahin jaati...
Ibn-e-Insha
garm aansu aur ThanDi aahen man mein kya kya mausam hain is baghiya ke bhed na kholo sair karo khamosh raho...
Ibn-e-Insha
gham-e-ishq mein kaari dava na dua ye hai rog kaThin ye hai dard bura ham karte jo apne se ho sakta kabhi ham se bhi kuchh na kaha tum ne...
Shaikh Ibrahim Zauq
baiThe bhare hue hain khum-e-mai ki tarah ham par kya karen ki mohr hai munh par lagi hui...
Explore more on Diwan E Sukhan