Stubborn

Poetry Collection

علاج یہ ہے کہ مجبور کر دیا جاؤں
وگرنہ یوں تو کسی کی نہیں سنی میں نے
इलाज ये है कि मजबूर कर दिया जाऊँ
वगर्ना यूँ तो किसी की नहीं सुनी मैं ने
ilaaj ye hai ki majbur kar diya jaun
vagarna yun to kisi ki nahin suni main ne
ابھی کمسن ہیں ضدیں بھی ہیں نرالی ان کی
اس پہ مچلے ہیں کہ ہم درد جگر دیکھیں گے
अभी कमसिन हैं ज़िदें भी हैं निराली उन की
इस पे मचले हैं कि हम दर्द-ए-जिगर देखेंगे
abhi kamsin hain zidein bhi hain nirali un ki
is pe machle hain ki ham dard-e-jigar dekhenge
آئے بت خانے سے کعبے کو تو کیا بھر پایا
جا پڑے تھے تو وہیں ہم کو پڑا رہنا تھا
आए बुत-ख़ाने से काबे को तो क्या भर पाया
जा पड़े थे तो वहीं हम को पड़ा रहना था
aae but-khane se kabe ko to kya bhar paaya
ja paDe the to vahin ham ko paDa rahna tha
کیا ضد ہے میرے ساتھ خدا جانے وگرنہ
کافی ہے تسلی کو مری ایک نظر بھی
क्या ज़िद है मिरे साथ ख़ुदा जाने वगर्ना
काफ़ी है तसल्ली को मिरी एक नज़र भी
kya zid hai mire saath khuda jaane vagarna
kaafi hai tasalli ko miri ek nazar bhi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message