DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Sunlight

Poetry Collection

Ash'aar

Ahmad Mushtaq
ham apni dhoop mein baithe hain 'mushtaq' hamare saath hai saaya hamara...
Ahmad Mushtaq
main bahut khush tha kadi dhoop ke sannate mein kyun tiri yaad ka baadal mire sar par aaya...
Ahmad Mushtaq
jaane kis dam nikal aaye tire rukhsar ki dhoop muddaton dhyan tire saya-e-dar par rakkha...
Mohammad Alvi
naha kar bheege baalon ko sukhati chhaton par ladkiyan achchhi lagi hain...
Shariq Kaifi
jhoot par us ke bharosa kar liya dhoop itni thi ki saaya kar liya...
Aziz Bano Darab Wafa
dhoop meri saari rangeeni uda le jayegi shaam tak main dastan se waqia ho jaungi...
Aziz Bano Darab Wafa
main us ki dhoop hoon jo mera aaftab nahin ye baat khud pe main kis tarah aashkar karun...
Explore more on Diwan E Sukhan