Trees

Poetry Collection

فریب دے کے ترا جسم جیت لوں لیکن
میں پیڑ کاٹ کے کشتی نہیں بناؤں گا
फ़रेब दे के तेरा जिस्म जीत लूँ लेकिन
मैं पेड़ काट के कश्ती नहीं बनाऊँगा
Fareb de ke tera jism jeet loon lekin
Main ped kaat ke kashti nahin banaunga
ان پرندوں سے بولنا سیکھا
پیڑ سے خامشی ملی ہے مجھے
इन परिंदों से बोलना सीखा
पेड़ से ख़ामुशी मिली है मुझे
In parindon se bolna seekha
Ped se khamoshi mili hai mujhe
تا قیامت ہرے بھرے رہیں گے
ان درختوں پہ دم کیا گیا ہے
ता-क़यामत हरे भरे रहेंगे
इन दरख़्तों पे दम किया गया है
Ta-qayamat hare bhare rahenge
In darakhton pe dam kiya gaya hai
وہ جان نوبہار جدھر سے گزر گیا
پیڑوں نے پھول پتوں سے رستہ چھپا لیا
वो जान-ए-नौ-बहार जिधर से गुज़र गया
पेड़ों ने फूल पत्तों से रस्ता छुपा लिया
wo jaan-e-nau-bahar jidhar se guzar gaya
pedon ne phool patton se rasta chhupa liya
وہ جنگلوں میں درختوں پہ کودتے پھرنا
برا بہت تھا مگر آج سے تو بہتر تھا
वो जंगलों में दरख़्तों पे कूदते फिरना
बुरा बहुत था मगर आज से तो बेहतर था
wo jangalon mein darakhton pe koodte phirna
bura bahut tha magar aaj se to behtar tha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message