DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Unity

Poetry Collection

Ash'aar

Allama Iqbal
mazhab nahin sikhata aapas mein bair rakhna hindi hain ham vatan hai hindostan hamara...
Allama Iqbal
haram-e-pak bhi allah bhi quran bhi ek kuchh baDi baat thi hote jo musalman bhi ek...
Allama Iqbal
firqa-bandi hai kahin aur kahin zaaten hain kya zamane mein panapne ki yahi baaten hain...
Kaifi Azmi
basti mein apni hindu musalman jo bas gae insan ki shakl dekhne ko ham taras gae...
Rahat Indori
ham apni jaan ke dushman ko apni jaan kahte hain mohabbat ki isi miTTi ko hindustan kahte hain...
Munawwar Rana
lipaT jaata hun maan se aur mausi muskurati hai main urdu mein ghazal kahta hun hindi muskurati hai...
Munawwar Rana
sagi bahnon ka jo rishta hai urdu aur hindi mein kahin duniya ki do zinda zabanon mein nahin milta...
Altaf Hussain Hali
yahi hai ibadat yahi diin o iiman ki kaam aae duniya mein insan ke insan...
Ameer Minai
saara parda hai dui ka jo ye parda uTh jaae gardan-e-shaikh mein zunnar barhaman Daale...
Irfan Siddiqi
nafrat ke khazane mein to kuchh bhi nahin baqi thoda sa guzare ke liye pyaar bachayen...
Explore more on Diwan E Sukhan