Unnoticed

Poetry Collection

میں پھول چنتی رہی اور مجھے خبر نہ ہوئی
وہ شخص آ کے مرے شہر سے چلا بھی گیا
मैं फूल चुनती रही और मुझे ख़बर न हुई
वो शख़्स आ के मिरे शहर से चला भी गया
main phuul chunti rahi aur mujhe khabar na hui
vo shakhs aa ke mire shahr se chala bhi gaya
گنتیوں میں ہی گنے جاتے ہیں ہر دور میں ہم
ہر قلمکار کی بے نام خبر کے ہم ہیں
गिनतियों में ही गिने जाते हैं हर दौर में हम
हर क़लमकार की बे-नाम ख़बर के हम हैं
gintiyon mein hi gine jaate hain har daur mein ham
har qalamkar ki be-nam khabar ke ham hain
ہمیں جن کی دید کی آس تھی وہ ملے تو راہ میں یوں ملے
میں نظر اٹھا کے تڑپ گیا وہ نظر اٹھا کے گزر گئے
हमें जिन की दीद की आस थी वो मिले तो राह में यूँ मिले
मैं नज़र उठा के तड़प गया वो नज़र उठा के गुज़र गए
hamein jin ki diid ki aas thi vo mile to raah mein yun mile
main nazar uTha ke taDap gaya vo nazar uTha ke guzar gae
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message