Unspoken pain

Poetry Collection

میری خاموشیوں میں لرزاں ہے
میرے نالوں کی گم شدہ آواز
मेरी ख़ामोशियों में लर्ज़ां है
मेरे नालों की गुम-शुदा आवाज़
meri khamoshiyon mein larzan hai
mere nalon ki gum-shuda aavaz
کہنے کو تو ہر بات کہی تیرے مقابل
لیکن وہ فسانہ جو مرے دل پہ رقم ہے
कहने को तो हर बात कही तेरे मुक़ाबिल
लेकिन वो फ़साना जो मिरे दिल पे रक़म है
kahne ko to har baat kahi tere muqabil
lekin vo fasana jo mire dil pe raqam hai
اس کو سُنا نہ سُنانا تھا، میں خاموش رہا
خامشی میرا فسانہ تھا، میں خاموش رہا
उस को सुना न सुनाना था मैं ख़ामोश रहा
ख़ामुशी मेरा फ़साना था मैं ख़ामोश रहा
us ko suna na sunana tha, main khamosh raha
khamoshi mera fasana tha, main khamosh raha
شور بن کر میری خاموشی نے ہنگامہ کیا
اور کم گوش زمانہ تھا، میں خاموش رہا
शोर बन कर मेरी ख़ामोशी ने हंगामा किया
और कम-गोश ज़माना था मैं ख़ामोश रहा
shor ban kar meri khamoshi ne hangama kiya
aur kam-gosh zamana tha, main khamosh raha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message