Value

Poetry Collection

اپنے کس کام میں لائے گا بتاتا بھی نہیں
ہم کو اوروں پہ گنوانا بھی نہیں چاہتا ہے
अपने किस काम में लाएगा बताता भी नहीं
हम को औरों पे गँवाना भी नहीं चाहता है
apne kis kaam mein layega batata bhi nahin
ham ko auron pe ganwana bhi nahin chahta hai
جانے کیوں اک خیال سا آیا
میں نہ ہوں گا تو کیا کمی ہوگی
जाने क्यूँ इक ख़याल सा आया
मैं न हूँगा तो क्या कमी होगी
jaane kyun ik khayal sa aaya
main na hoonga to kya kami hogi
یہ سچ ہے آج بھی ہے مجھے زندگی عزیز
لیکن جو تم ملو تو یہ سودا گراں نہیں
ये सच है आज भी है मुझे ज़िंदगी अज़ीज़
लेकिन जो तुम मिलो तो ये सौदा गिराँ नहीं
ye sach hai aaj bhi hai mujhe zindagi azeez
lekin jo tum milo to ye sauda giran nahin
اہمیت کا مجھے اپنی بھی تو اندازہ ہے
تم گئے وقت کی مانند گنوا دو مجھ کو
अहमियत का मुझे अपनी भी तो अंदाज़ा है
तुम गए वक़्त की मानिंद गँवा दो मुझ को
ahmiyat ka mujhe apni bhi to andaza hai
tum gaye waqt ki manind ganwa do mujh ko
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message