DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Walking together
Poetry Collection
Ash'aar
Ahmad Faraz
judaiyan to muqaddar hain phir bhi jaan-e-safar kuchh aur duur zara saath chal ke dekhte hain...
Nida Fazli
mumkin hai safar ho aasan ab saath bhi chal kar dekhen kuchh tum bhi badal kar dekho kuchh ham bhi badal kar dekhen...
Munawwar Rana
shahr ke raste hon chahe gaanv ki pagDanDiyan maan ki ungli thaam kar chalna bahut achchha laga...
Explore more on Diwan E Sukhan