DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Window

Poetry Collection

Ash'aar

Tehzeeb Hafi
Door umeed ki khidkiyon se koi jhankta hai yahan Aur mere gali chhodne tak daricha nahin chhodta...
Naseer Turabi
Shayad ye intizar ki lau faisla kare Main apne saath hoon ki darichon ke saath hoon...
Adil Mansuri
darwaza band dekh ke mere makan ka jhonka hawa ka khidki ke parde hila gaya...
Adil Mansuri
khidki ne aankhein kholi darwaze ka dil dhadka...
Adil Mansuri
aawaz ki deewar bhi chup-chap khadi thi khidki se jo dekha to gali oongh rahi thi...
Mohammad Alvi
lambi sadak pe door talak koi bhi na tha palkein jhapak raha tha daricha khula hua...
Mohammad Alvi
ghar ne apna hosh sambhala din nikla khidki mein bhar gaya ujala din nikla...
Shariq Kaifi
raat thi jab tumhara shahr aaya phir bhi khidki to main ne khol hi li...
Explore more on Diwan E Sukhan