Zamana

Poetry Collection

میرؔ صاحب زمانہ نازک ہے
دونوں ہاتھوں سے تھامیے دستار
'मीर'-साहिब ज़माना नाज़ुक है
दोनों हाथों से थामिए दस्तार
miir-sahib zamana nazuk hai
donon hathon se thamiye dastar
ایسے ڈرے ہوئے ہیں زمانے کی چال سے
گھر میں بھی پاؤں رکھتے ہیں ہم تو سنبھال کر
ऐसे डरे हुए हैं ज़माने की चाल से
घर में भी पाँव रखते हैं हम तो सँभाल कर
aaise dare hue hain zamane ki chaal se
ghar mein bhi paanv rakhte hain ham to sambhal kar
کوئی شکوہ نہیں زمانے سے
جو ملا ہے وہی گوارا ہے
कोई शिकवा नहीं ज़माने से
जो मिला है वही गवारा है
koi shikwa nahin zamane se
jo mila hai wahi gawara hai
بہت یاد آتا ہے گزرا زمانہ
تھا وہ ہر لمحہ خوشیوں کا اک خزانہ
बहुत याद आता है गुज़रा ज़माना
था वो हर लम्हा ख़ुशियों का इक ख़ज़ाना
bahut yaad aata hai guzra zamana
tha woh har lamha khushiyon ka ik khazana
میں دو ہی آنکھیں لیے زمانے کو دیکھتا تھا
مگر مجھے دیکھتی رہیں بے شمار آنکھیں
मैं दो ही आंखें लिए ज़माने को देखता था
मगर मुझे देखती रहीं बे-शुमार आंखें
Main do hi aankhen liye zamane ko dekhta tha
Magar mujhe dekhti rahin be-shumar aankhen
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message