Aansu

Poetry Collection

چھلک پڑے گا ترا نام میری آنکھوں سے
میں رو پڑوں گا نظر سے نظر ملاتے ہوئے
छलक पड़ेगा तिरा नाम मेरी आँखों से
मैं रो पड़ूँगा नज़र से नज़र मिलाते हुए
Chhalak padega tera naam meri aankhon se
Main ro padunga nazar se nazar milate hue
میں اس خیال سے جاتے ہوئے اسے نہ ملا
کہ روک لیں نہ کہیں سامنے کھڑے آنسو
मैं इस ख़याल से जाते हुए उसे न मिला
कि रोक लें न कहीं सामने खड़े आँसू
Main is khayal se jaate hue use na mila
Ki rok lein na kahin samne khade aansu
تیرے رونے کی خبر رکھتی ہیں آنکھیں میری
تیرا آنسو مرے رومال میں آ جاتا ہے
तेरे रोने की ख़बर रखती हैं आँखें मेरी
तेरा आँसू मिरे रूमाल में आ जाता है
Tere rone ki khabar rakhti hain aankhen meri
Tera aansu mire rumal mein aa jaata hai
میری باتوں کی گہرائی کا گلہ نہ کرنا
میں خالی گھر میں بہتے آنسوؤں سے واقف ہوں
मेरी बातों की गहराई का गिला न करना
मैं ख़ाली घर में बहते आँसुओं से वाक़िफ़ हूँ
meri baaton ki gehrai ka gila na karna
main khali ghar mein behte aansuon se waqif hun
یہ جو زباں خاموش ہے کچھ کہنا چاہتی ہے
آج آنسو گرنا نہیں پلکوں میں رہنا چاہتے ہیں
ये जो ज़बाँ ख़ामोश है कुछ कहना चाहती है
आज आँसू गिरना नहीं पलकों में रहना चाहते हैं
yeh jo zabaan khamosh hai kuch kehna chahti hai
aaj aansu girna nahin palkon mein rehna chahte hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message