Absence

Poetry Collection

جس کی سانسوں سے مہکتے تھے در و بام ترے
اے مکاں بول کہاں اب وہ مکیں رہتا ہے
जिस की साँसों से महकते थे दर-ओ-बाम तिरे
ऐ मकाँ बोल कहाँ अब वो मकीं रहता है
jis ki saanson se mahakte the dar-o-baam tire
ai makan bol kahan ab wo makeen rahta hai
جہاں ڈالے تھے اس نے دھوپ میں کپڑے سکھانے کو
ٹپکتی ہیں ابھی تک رسیاں آہستہ آہستہ
जहाँ डाले थे उस ने धूप में कपड़े सुखाने को
टपकती हैं अभी तक रस्सियाँ आहिस्ता आहिस्ता
jahan daale the us ne dhoop mein kapde sukhane ko
tapakti hain abhi tak rassiyan aahista aahista
جانے کیوں اک خیال سا آیا
میں نہ ہوں گا تو کیا کمی ہوگی
जाने क्यूँ इक ख़याल सा आया
मैं न हूँगा तो क्या कमी होगी
jaane kyun ik khayal sa aaya
main na hoonga to kya kami hogi
روشنی کے لیے دل جلانا پڑا
کیسی ظلمت بڑھی تیرے جانے کے بعد
रौशनी के लिए दिल जलाना पड़ा
कैसी ज़ुल्मत बढ़ी तेरे जाने के बा'द
raushni ke liye dil jalana pada
kaisi zulmat badhi tere jaane ke baad
کل بوسۂ پا ہم نے لیا تھا سو نہ آیا
شاید کہ وہ بوسہ ہی ہوا آبلۂ پا
कल बोसा-ए-पा हम ने लिया था सो न आया
शायद कि वो बोसा ही हुआ आबला-ए-पा
kal bosa-e-pa ham ne liya tha so na aaya
shayad ki wo bosa hi hua aabla-e-pa
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message