Ahvaal

Poetry Collection

عرض احوال کو گلا سمجھے
کیا کہا میں نے آپ کیا سمجھے
अर्ज़-ए-अहवाल को गिला समझे
क्या कहा मैं ने आप क्या समझे
arz-e-ahval ko gila samjhe
kya kaha main ne aap kya samjhe
ہمارے شہر کے لوگوں کا اب احوال اتنا ہے
کبھی اخبار پڑھ لینا کبھی اخبار ہو جانا
हमारे शहर के लोगों का अब अहवाल इतना है
कभी अख़बार पढ़ लेना कभी अख़बार हो जाना
hamare shahr ke logon ka ab ahval itna hai
kabhi akhbar paDh lena kabhi akhbar ho jaana
نہ مجھ کو کہنے کی طاقت کہوں تو کیا احوال
نہ اس کو سننے کی فرصت کہوں تو کس سے کہوں
न मुझ को कहने की ताक़त कहूँ तो क्या अहवाल
न उस को सुनने की फ़ुर्सत कहूँ तो किस से कहूँ
na mujh ko kahne ki taqat kahun to kya ahval
na us ko sunne ki fursat kahun to kis se kahun
ہم تو رات کا مطلب سمجھیں خواب ستارے چاند چراغ
آگے کا احوال وہ جانے جس نے رات گزاری ہو
हम तो रात का मतलब समझें ख़्वाब, सितारे, चाँद, चराग़
आगे का अहवाल वो जाने जिस ने रात गुज़ारी हो
ham to raat ka matlab samjhen khwab, sitare, chaand, charagh
aage ka ahvaal wo jaane jis ne raat guzari ho
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message