Attraction

Poetry Collection

گلی میں کوئی گھر اچھا نہیں تھا
مگر کچھ کھڑکیاں اچھی لگی ہیں
गली में कोई घर अच्छा नहीं था
मगर कुछ खिड़कियाँ अच्छी लगी हैं
gali mein koi ghar achchha nahin tha
magar kuchh khidkiyan achchhi lagi hain
دیکھنے والے کو تیرے دیکھنے آتے ہیں لوگ
جو کشش تجھ میں تھی اب وہ تیرے دیوانے میں ہے
देखने वाले को तेरे देखने आते हैं लोग
जो कशिश तुझ में थी अब वो तेरे दीवाने में है
dekhne wale ko tere dekhne aate hain log
jo kashish tujh me thi ab wo tere deewane mein hai
کشش لکھنؤ ارے توبہ
پھر وہی ہم وہی امین آباد
कशीश-ए-लखनऊ अरे तौबा
फिर वही हम वही अमीन-आबाद
kashish-e-lucknow are tauba
phir wahi ham wahi aminabad
دیوانہ وار دوڑ کے کوئی لپٹ نہ جائے
آنکھوں میں آنکھیں ڈال کے دیکھا نہ کیجیے
दीवाना-वार दौड़ के कोई लिपट न जाए
आँखों में आँखें डाल के देखा न कीजिए
deewana-vaar daud ke koi lipat na jaye
aankhon mein aankhein daal ke dekha na kijiye
آئینہ خانے میں کھینچے لیے جاتا ہے مجھے
کون میری ہی عدالت میں بلاتا ہے مجھے
आईना-ख़ाने में खींचे लिए जाता है मुझे
कौन मेरी ही अदालत में बुलाता है मुझे
aaina-khane mein khinche liye jaata hai mujhe
kaun meri hi adalat mein bulata hai mujhe
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message