Badan

Poetry Collection

سنا ہے اس کے بدن کی تراش ایسی ہے
کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں
सुना है उस के बदन की तराश ऐसी है
कि फूल अपनी क़बाएँ कतर के देखते हैं
suna hai us ke badan ki tarash aisi hai
ki phuul apni qabaen katar ke dekhte hain
گوندھ کے گویا پتی گل کی وہ ترکیب بنائی ہے
رنگ بدن کا تب دیکھو جب چولی بھیگے پسینے میں
गूँध के गोया पत्ती गुल की वो तरकीब बनाई है
रंग बदन का तब देखो जब चोली भीगे पसीने में
gundh ke goya patti gul ki vo tarkib banai hai
rang badan ka tab dekho jab choli bhige pasine mein
یاد آتے ہیں معجزے اپنے
اور اس کے بدن کا جادو بھی
याद आते हैं मोजज़े अपने
और उस के बदन का जादू भी
yaad aate hain moajaze apne
aur us ke badan ka jaadu bhi
ہائے وہ اس کا موج خیز بدن
میں تو پیاسا رہا لب جو بھی
हाए वो उस का मौज-ख़ेज़ बदन
मैं तो प्यासा रहा लब-ए-जू भी
haae vo us ka mauj-khez badan
main to pyasa raha lab-e-ju bhi
لہریں اٹھ اٹھ کے مگر اس کا بدن چومتی تھیں
وہ جو پانی میں گیا خوب ہی دریا چمکا
लहरें उठ उठ के मगर उस का बदन चूमती थीं
वो जो पानी में गया ख़ूब ही दरिया चमका
lahren uTh uTh ke magar us ka badan chuumti thiin
vo jo paani mein gaya khuub hi dariya chamka
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message