Barrier

Poetry Collection

وہ سامنے ہے پھر بھی دکھائی نہ دے سکے
میرے اور اس کے بیچ یہ دیوار کون ہے
वो सामने है फिर भी दिखाई न दे सके
मेरे और उस के बीच ये दीवार कौन है
vo samne hai phir bhi dikhai na de sake
mere aur us ke biich ye divar kaun hai
میں اس جانب تو اس جانب
بیچ میں پتھر کا دریا تھا
मैं इस जानिब तू उस जानिब
बीच में पत्थर का दरिया था
main is jaanib tu us jaanib
biich mein patthar ka dariya tha
روح کو روح سے ملنے نہیں دیتا ہے بدن
خیر یہ بیچ کی دیوار گرا چاہتی ہے
रूह को रूह से मिलने नहीं देता है बदन
ख़ैर ये बीच की दीवार गिरा चाहती है
rooh ko rooh se milne nahin deta hai badan
khair ye beech ki deewar gira chahti hai
گفتگو کر کے پریشاں ہوں کہ لہجے میں ترے
وہ کھلا پن ہے کہ دیوار ہوا جاتا ہے
गुफ़्तुगू कर के परेशाँ हूँ कि लहजे में तिरे
वो खुला-पन है कि दीवार हुआ जाता है
guftugu kar ke pareshan hoon ki lahje mein tire
wo khula-pan hai ki deewar hua jaata hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message