Breath

Poetry Collection

اس کی یاد آئی ہے سانسو ذرا آہستہ چلو
دھڑکنوں سے بھی عبادت میں خلل پڑتا ہے
उस की याद आई है सांसो ज़रा आहिस्ता चलो
धड़कनों से भी इबादत में ख़लल पड़ता है
us ki yaad aai hai sanso zara aahista chalo
dhaDkanon se bhi ibadat mein khalal paDta hai
میرے رکتے ہی مری سانسیں بھی رک جائیں گی
فاصلے اور بڑھا دو کہ میں زندہ ہوں ابھی
मेरे रुकते ही मिरी साँसें भी रुक जाएँगी
फ़ासले और बढ़ा दो कि मैं ज़िंदा हूँ अभी
Mere rukte hi miri saansen bhi ruk jayengi
Faasle aur badha do ki main zinda hoon abhi
سانس لینے سے بھی بھرتا نہیں سینے کا خلا
جانے کیا شے ہے جو بے دخل ہوئی ہے مجھ میں
साँस लेने से भी भरता नहीं सीने का ख़ला
जाने क्या शै है जो बे-दख़्ल हुई है मुझ में
saans lene se bhi bharta nahin seene ka khala
jaane kya shai hai jo be-dakhl hui hai mujh mein
میں دست و گریباں ہوں دم باز پسیں سے
ہمدم اسے لاتا ہے تو لا جلد کہیں سے
मैं दस्त-ओ-गरेबाँ हूँ दम-ए-बाज़-पसीं से
हमदम उसे लाता है तो ला जल्द कहीं से
main dast-o-gareban hoon dam-e-baz-paseen se
hamdam use laata hai to la jald kahin se
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message